Sunday, 3 July 2011

na jane qn????

na jane kyun chahti hun use itna,,

ki koi naam bhi le uska toh jal jata hai dil mera...

janti hun wo pyar krta hai mjhe mjhse bhi zyada.......

na jane qn ...,,fir bhi darr hai uske kisi aur ka ban jane ka....

jiske chehre pr muskan bani rhne ki dua krti hun sada...

na jane qn use hi dard deti hun sbse zyada....

har waqt hai wo meri nazron k samne  hai fir bhi....

na jane qn darr hai uske kho jane ka.............

No comments:

Post a Comment